OSHEA HERBALS PAPAYACLEAN FACE WASH REVIEW/BEST ANTI BLEMISHES FACE WASH

Image
:::Oshea herbals papayaclean face wash review//best anti blemishes face wash::: Hello guys, aaj mein apke sathe jo product ke review karne wali hoon woh hain OSHEA herbals papayaclean face wash, yeh ek anti blemishes face wash hain, toh friends aaye jaan lete hain ki ager aap ke face par blemishes hain toh kiya yeh face wash aapko kharid na chahiye yea nahi. Toh friends phele haam yeh jaan lete hain ki, kiya face wash hanare skin ke liye jaruri hain , toh friends haan face wash hamare skin liye  bohot jaruri hain, kiuki friends haam jab bhahar jate hain tab hamare skin par jo hain pollution ke karan hamare skin par bohot sare ghadegi rehejati hain toh friends uss ghandegi ko nikalne ke liye haame jo hain face wash karne hi parti hain, friends hamare skin kabhi kabhi bohot oily or chipchipi ho jate toh friends tabhi bhi hame face wash karni parti hain,toh friends aise hi bohot sare karan hoti hain. Friends aayea aab baat karte hain blemishes ke bare mein toh friends blemishes

LOTUS HERBAL SAFE SUN MATTE GEL SUNSCREEN KIYA YEH EK ACHAA SUNSCREEN HAI // LOTUS HERBALS SAFE SUN SUNSCREEN SPF 50 REVIEW

:::lotus herbals safe sun mate jel SPF50 KIYA YEH SUN SCREEN AACHI HAI:::LOTUS HERBALS Safe sun matte jel  sunscreen review:::



Hello friends toh mein aap logo ke liye eise ek product ke jaan kari leke aayei hoon jiska use ham sabhiko bhahar jane se phele karni hi chahiye aur woh hai sunscreen, friends toh aaj mein aap sabi ke sath lotus herbals ke safe sun matte gel SPF50 sunscreen ke bare mein batane wali hoon aur iss product ka review karne wali hoon. 



Toh friends phele haam yeh jaan lete hai ki kiya sunscreen hamare skin ke liye jaruri hai, toh friends sun screen hamaare skin ke liye must hai jab ham dhoop mein jate hai tab to hame sunscreen lagani hi chahiye aur chahiye woh summer ho winter ho yea phir monsoon koi vhi session ho hame sunscreen lagani hi chahiye. 

Toh friends kahi baar yeh hoti hai ke hamm jab bhar jate hai tab apne jo day cream hote hai osko hi lagakar bhahar chale jate hai phir kuch hour's bhahar rehne ki baad jab haam ghar meain aate hai, tab ham dekte hai hamare skin jal jati hai, aise hi ager chalte rahte hai toh hamare jo skin hai woh bilkul hi dull hone lagte hai aur Pigmeintation vhi ho jati hai hamare skin par. 

Toh friends ager haam chahiye ki haam dhoop mein jake hamaare kaam vhi kare aur hamare skin sun ki karan damaged vhi na ho toh hame proper tarike se sunscreen lagani chahiye. 

Kaise, toh aap jab bohot hi jayada time dhoop mein rahene wali hoi toh friends aap ko jayada SPF ka koi sunscreen select karni hogi toh isske liye aap ko minimum SPF 50 yea SPF60 ke jo sunscreen hoti hai wahi lagakar aap ko bhahar jana chahiye. 

Friends haam jab bhahar nahi vhi jate hai tab vhi hame sunscreen lagani chahiye kiuki friends jab haam ghar mein rehte he toh tab haam yeh soch te hai ki, bhahar to nahi jaa rahe hai ghar mein hi hai toh sunscreen nahi lagate toh friends haame yeh galti nahi karni, friends jab haam ghar mein rahte hai tab koi chote chote kam o ke liye toh hame bhar toh janahi parti hai, toh friends haam jab ghar mein rahete hai tab ham SPF 15 se SPF 30 ka koi sunscreen lagani chahiye. 

Ager friends haam sunscreen lagane ki yeh tarika follow karte hai toh friends sun ki damaged ki karan hamaare jo skin dull ho jate yea phir jayada dhoop ke wajase jo hamare skin jal jati hai woh problem nahi dekhegi. 

Toh friends ayea aab jan lete hai lotus herbals safe sun matte jel SPF 50 sunscreen ke baare mein kiya yeh sunscreen sun mein haame achi protection deti hai, konsi skin types ke liye yeh sunscreen aachi hai yeh sab batte. 



:::kaise hai lotus herbals safe sun matte jel SPF 50 sunscreen:::


Toh friends lotus herbals safe sun hv screen matte jel PA+++.SPF 50 hai iss sunscreen mein,lotus herbals yeh khata hai ki yeh innovative sunblock jo ki non oily hai aur iss sunscreen ko lagane ki baad apke face neck aur hand par bilkul ek clean finish dekhegi. 

Aur lotus herbals safe sun matte jel SPF 50 sunscreen sun tan sun burn Pre-mature ageing  nahi hone degi. Toh friends ek aacha sunscreen ki kam hi hota hai ki yeh apki skin ko sun tan sun burn se protect kare, aur friends yeh sunscreen dhoop mein bohot aache tarah se apke skin ko protect karte hai, 

Friends yeh sunscreen normal to oily skin ke liye hai toh friends ager apka skin oily hai toh friends yeh sunscreen apke liye bilkul perfect hai. 

M. R. P. Rs 315/


Net Qty: 50 g


Contains extracts of ::horse chestnut, comfrey and vanilla. 


:::kaise use kare lotus herbals safe sun matte jel SPF 50 ::


Tho friends aap apne face aur body ke jo vhi exposed part hai waha par aap laga shakti hai. Aur best result ke liye apko 2 hours ke baad apko isse reapply karni hogi. 

:::ingredients:::


Water, phenylbenzimidazol sulfonic acid, Disodiam phenyl dibenzimidazol tetrasulfonate, methoxy cinnamidopropyl hydrooxysultaine, butyl methoxydibenzoylmethane, methylene bis-benzotriazolyl stearate, (and) trideceth-6, cyclopentasiloxane, and dimethicone crosspolymer, cyclopentasiloxane, triethanolamine, symphytum official( comfrey)extract, vanila planifollia(vanila) extract, horse chestnut extract, methylchloroisothiazolinone and methylisothiazolinone, 2 phenoxyethaol, aluminum starch octenylsuccinate, methyl paraben sodium, propyl paraben sodium, fragrance. 

::caution:: for external use only, in A rare case ager issko lagane ki baad apke skin par rash and irritation ho toh aap isse use na kare. 





::meri experience kaise rahi lotus herbals safe sun matte jel SPF 50 sunscreen ke sath:::


Toh friends meri jo experience rahi iss sunscreen ke sath veoh bohot hi aachee rahi toh friends meri skin summer mein bohot hi oily ho jati toh friends toh friends yeh oily skin je liye perfect hai, 

Aur friends kahi baar kiya hoti ke lotus herbals ka jo SPF 40 wala jo sunscreen hai woh matte hone ke karan jo boys hai woh usse use nahi kar pate , toh friends  lotus herbals safe sun matte jel SPF 50 sunscreen matte jel hone ki karan isse boys girls sabhi use kar shakte hai. 

Toh friends friends yeh sunscreen dhoop mein karib 2 hours tak apke skin ko bohot aachee tarah se protect karte hai lakin friends aap ager jayada time tak dhoop mein rahe toh aap sunscreen lagane ki 2 hours baad iss reapply kare. 



:::kiya aap lotus herbals safe sun matte jel SPF 50 sunscreen kharid shakti ho::


Friends ager aap koi acha sa sunscreen kharid na chathati ho toh friends aap iss sunscreen ko jarur kharid shakti ho yeh sunscreen sun se protection bohot aache tarah se deti hai. Toh friends aap iss sunscreen ko jarur try kar shakti ho.

Thank you🙏



Comments

Popular posts from this blog

THE SOUMI'S CAN PRODUCT FAIRE FACE SCRUBBER REVIEW

FAIR AND LOVELY BB CREAM REVIEW/FAIR AND LOVELY BB CREAM AACHEE HAi