OSHEA HERBALS PAPAYACLEAN FACE WASH REVIEW/BEST ANTI BLEMISHES FACE WASH

Image
:::Oshea herbals papayaclean face wash review//best anti blemishes face wash::: Hello guys, aaj mein apke sathe jo product ke review karne wali hoon woh hain OSHEA herbals papayaclean face wash, yeh ek anti blemishes face wash hain, toh friends aaye jaan lete hain ki ager aap ke face par blemishes hain toh kiya yeh face wash aapko kharid na chahiye yea nahi. Toh friends phele haam yeh jaan lete hain ki, kiya face wash hanare skin ke liye jaruri hain , toh friends haan face wash hamare skin liye  bohot jaruri hain, kiuki friends haam jab bhahar jate hain tab hamare skin par jo hain pollution ke karan hamare skin par bohot sare ghadegi rehejati hain toh friends uss ghandegi ko nikalne ke liye haame jo hain face wash karne hi parti hain, friends hamare skin kabhi kabhi bohot oily or chipchipi ho jate toh friends tabhi bhi hame face wash karni parti hain,toh friends aise hi bohot sare karan hoti hain. Friends aayea aab baat karte hain blemishes ke bare mein toh friends blemishes

NATURE'S ESSENCE ALOEVERA GEL KIYA ACHAA HAI//NATURE'S ESSENCE ALOEVERA GEL REVIEW

::Nature's essence aloevera gel kiya achaa hai//Nature's essence aloevera gel review::


Hello friends toh aap  sab kaise hai friends mein aap sab ke liye ek product ke jankari leke ayea hoon, toh friends woh product hai Nature's essence aloevera gel, aur nature's essence aloevera gel review.

Toh friends phele yeh jaan kete hai ke alovera  gel hamaare skin care aur hair care mein kis  kis tarah se kaam aati hai, toh friends haamare skin ke liye alovea bohot ho aache hoti hai alovera gel ke isstemal karke haam glowing skin paa shakte hai, kaise yeh jaan lete hai

::face pack::


Toh friends haam nature's essence aloevera gel ko as a face pack use kar shakte hai fri isske liye haame chahiye 2 table spoon licorice or mulethi powder 1 table spoon nature's essence aloevera gel 1 table spoon kasturi haldi toh friends issko haam aachee tarah se mix karle aur aapne face Aur neck par lagaye .

Iss face pack ko aap week mein 3 times laga shakti hain, aur isse aapke jo skin hai woh dhere dhere glowing hone lagagi.

::face scrub::


Friends haam jante hain ki scrub hanare skin ke liye kitni jaruri hain toh friends iss scrub ko ready karne ke liye haame chahiye 1 table spoon chawal kisi atta 1 table spoon honey aur 1 table spoon nature's essence aloevera gel issko achee tarah se mix karle aur apne face aur neck par halke hatho se rab karie.

Friends iss alovera scrub ke istemaal se aapke dead cells skin , black heads white heads aahee tarah se remove jo jayegi.

: face wash:


Friends aap aloevera gel ko as a face wash use kar shakti hai toh friends isske liye apko chahiye 2 table spoon besan, 1  table spoon nature's essence aloevera gel aur haff table spoon  hony toh friends issko aap achee tarah se mix karle,

Aur friends aap morning mein isse as a face wash use kar shakti hain, aur isske use se aapke skin glowing  bhi hogi.

::night cream::


Friends aap log nature's essence aloevera gel ko night cream kisi tarah use kar shakti hain, kaise , iske liye apko chahiye 1 table spoon nature's essence aloevera gel aur thodi se glycerin aur isko achi tarah se mix karligiye aur raat ko sone se pehle aap isko night cream ki tarah use kariye .

Isse apke skin jo hai woh glowing vhi hogi aur moisturize vhi rahigi.


:::primer:::


Friends aap nature's essence aloevera gel ko as a primer bhi use kar shakti hai, toh friends kahibar yeh hote ke make-up karte time hamare pass primer nahi hote toh friends aap nature's essence aloevera gel ko make-up karne se phele as a primer use kar sakte hain.


Toh friends aayea aab baat karte hai nature's essence aloevera gel ko ham apne hair care mein kaise use kar sakte hai.

:: dandruff ko dhur karne ke liye::


Friends aap dandruff ko dur karne ke liye nature's essence aloevera gel ko use kar sakte hai iske liye apko chahiye

3 table spoon dahi 2 table spoon aloevera gel aur 1 table spoon lemon ka ras toh friends aap  isse acchi tarah se mix kariye aur apne hair par lagaiye aur 1 hours ke baad aap isse sampoo se wash karle.

Friends issko apko week mein 3 times karni hai aur apke jo Dhandraff hai woh bohot hi jaldi remove ho jayegi.


::silky hair ke liye:::


Friends silky hair ke liye aap nature's essence aloevera gel ki use kar sakte hai isske liye aapko chahiye

1 egg, 2 table spoon nature's essence aloevera gel, aur 1table spoon hony isko achi tarah se mix kariye aur apne hair par lagani hai aur 1 hours ke baad isko wash karle

Isko aapko weekend mein 2 times use karni hai isse apke hair bohot hi jaldi silki aur smooth ho jayegi.

M. R. P. 95/



::meri experience kaise rahi nature's essence aloevera gel ke sath:: 


Friends nature's essence aloevera gel ek acha product hai. Aur friends aap apne hair ke liye aur skin ke liye bohot tarike se isse use kar sakte hain. Aur nature's essence aloevera gel apko result vhi achi deti hai.

:::kiya aap natur
e's essence aloevera gel kharid shakti hai:::


Toh friends aap ek aachee aloevera gel kharid na chahte ho toh friends aap jarur nature's essence aloevera gel kharid shakti hain.

Thank you🙏

Comments

Popular posts from this blog

THE SOUMI'S CAN PRODUCT FAIRE FACE SCRUBBER REVIEW

FAIR AND LOVELY BB CREAM REVIEW/FAIR AND LOVELY BB CREAM AACHEE HAi